Archive for the ‘Eid Sms’ Category

When the sun has set

When the sun has set, and day is done-
I”ll break this chain, but only one.
By the end of Ramadan, this whole chain will be all gone!
It”s time for Eid and lots of fun!!!

Tags: ,

Meri arzoun ki

Meri arzoun ki tamheed tum ho

Mera chand tum ho, meri eid tum ho

Tags: ,

Is ki baaton main uski

Is ki baaton main uski yaadon main,
Kahin mera aks bhi to jhilmilata hoga,
Lakh masroof rehta hoga apne kamon main,
Woh eid ka tehwaar to manata hoga.

Tags: ,

Sunhari Dhoop Barsat ke Bad

Sunhari Dhoop Barsat ke Bad, thodi Si Hasi Har Bat ke Bad, Usi Tarah Ho Mubarak App Ko Ye Nayi Subah Kal rat Ke Bad.”Happy Eid Mubarik”

Tags: ,

Manao eid baharay chaman ko

Manao eid baharay chaman ko yaad karo,
Payamay shok kay ik ik sukhan ko yaad karo,
Hujumay shok se fursat milay to ehlay watan,
Watan se dor kisi be watan ko yaad karo.

Tags: ,

Sunhari Dhup Barsat ke Bad

Sunhari Dhup Barsat ke Bad, thodi Si Hushi Har Bat ke Bad, Usi Tarah Ho Mubarak App Ko Ye Nayi Subah Kal rat Ke Bad Happy Eid day.

Tags: ,

Sada haste raho jaise haste hain

Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet, By Uzzal
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe…MUBARAK ho EID

Tags: ,

Kuch Musarrat Mazeed ho

Kuch Musarrat Mazeed ho jaye,
Is bahane se Eid ho jaye,
Eid milne jo Aap aajayein,
Meri b Eid, Eid ho jaye.

Tags: ,

Nazar ka chain dil ka

Nazar ka chain dil ka suroor hotay hain,
Kuch aise log jahan main zaroor hotay hain,
Sada chamakta rahay unki eid ka tehwaar,
Qareeb reh kay bhi hum se jo dor hotay hain.

Tags: ,

Kitni eidain guzar gai

Kitni eidain guzar gai tum bin,
Ab khuda kay liye na tarpana,
Dekho phir eid anay wali hai,
Eid kay sath tum bhi ajana

Tags: ,

Tum aao to hum bhi

Tum aao to hum bhi eid karain,
Hasrat hai tumhari deed karain,
Tum aao to hum bhi eid karain,
Kehtay hain eid ki amad hai,
Tou log bhi kuch taeid karain,
Tum aao to hum bhi eid karain.

Tags: ,

Milay tujhe na dukh zindagi

Milay tujhe na dukh zindagi main,
phool ki tarhan to mehkay khuda karay,
zinda rahay naam abad tak tera,
eid ki khushiyan tujhe mubarak khuda karay.

Tags: ,

Page 1 of 2412345»...Last »